Roze Ki Halat Mein Humbistari Kar Sakte Hain

 حالت روزہ میں جماع کرنے کا شرعی حکم کیا ہے؟


حالت روزہ میں جماع کرنے کا شرعی حکم کیا ہے؟
roze ki halat mein humbistari kar sakte hain


رمضان میں رات کو میاں بیوی کے لیے صحبت کرنا جائز ہے

Roze Ki Halat Mein Humbistari Kar Sakte Hain


Ramzan Ke Month Main Sex Krna Kaisa Hai

Bunyadi Masail Zindagi Ko Janna Bator Musalman Hamara Pehla Fareeza Hai. Kam Az Kam Hamein Paki Aur Napaaki Ke Masail Se Laziman Aagah Hona Chahiye. Yahi Woh Farq Hai Jis Se Insaan Aur Janwar Mein Imtiaz Hota Hai .

Behar Haal Agar Miyan Biwi Farz Rozay Ki Haalat Mein Raza Mandi Se Jamaa Kar Len to Un Par Qaza  Aur Kaffara Dono Lazim Ayen Ge .

Agar Khawand Zabardasti Dukhool Kardey to Khawand Par Qaza Aur Kaffara Dono Lazim Hon Ge Aur Biwi Par Sirf Qaza Hogi. Isi Terhan Agar Biwi Jamaa Ke Liye Majboor Kere to Qaza Aur Kaffara Biwi Par Hoga Jabkay Khawand Par Sirf Qaza Hogi .

Ramadaan Al Mubarak Mein Sirf Raton Mein Aurat Se Hambistari Ki Ijazat Di Gayi Hai.

Allah Taala Ka Quran Majeed Mein Irshad Hai

Tumahray Liye Rozon Ki Raton Mein Apni Biwion Ke Paas Jana Halal Kar Diya Gaya Hai, Woh Tumhari Poshak Hain Aur Tum Un Ki Poshak Ho, Allah  Ko Maloom Hai Ke Tum –apne Haq Mein Khayanat Karte Thay So Is Ne Tumahray Haal Par Reham Kya Aur Tumhe Maaf Farma Diya, Pas Ab ( Rozon Ki Raton Mein Bay Shak ) Un Se Mubashrat Kya Karo Aur Jo Allah Ne Tumahray Liye Likh Diya Hai Chaha Karo .

Darj Baala Aayat Krimh Mein Barray Wazeh Andaaz Se Mahe Sayam Mein Sirf Raat Ke Auqaat Mein Hi Jamaa Karne Ki Ijazat Di Gayi Hai. Agar Koi Halat-e Roza Mein Jamaa Karta Hai to Is Ke Kaffara Aur Qaza Wajib Ho Jata Hai


Post a Comment

0 Comments

j