Yeh Payam Day Gayi Hai Mujhe Bad Subah
Allama Iqbal Poetry In Hindi
Yeh Payam Day Gayi Hai Mujhe Bad Subah Gaahi
Ke khudi ke Arifon Ka Hai Maqam Badshahi
Tri Zindagi Isi Se Tri Aabaroo Isi Se
Jo Rahi Khudi to Shahi Nah Rahi To Ruu Siyahi
Nah diya Nishaan Manzil Mujhe Ae Hakeem To Ny
Mujhe Kya Gilah Ho Tujh Se To Nah Reh Nashen Nah Raahi
Maray Halqa Sukhan Mein Abhi Zair Tarbiyat Hain
Woh Gadda Ke Jantay Hain Reh O Rasam Kaj Klahi
Yeh Muamlay Hain Nazuk Jo Tri Raza Ho To Kar
Ke Mujhe To Khush Nah Aaya Yeh Tareeq Khanqahi
To Humma Ka Hai Shikari Abhi Ibtida Hai Teri
Nahi Maslehat Se khaali Yeh Jahan Murgh o Mahi
Poetry of Allama Iqbal, Best poetry of allama iqbal, poetry in urdu allama iqbal, allama iqbal ki best poetry, alama iqbal urdu poetry, Collection of Best Poetry Of Allama Iqbal, Ghazal, Nazam, Shayari. Allama Muhammad Iqbal was Our National Hero. This is the best poem of Allama Muhammad Iqbal.
Final Word
Allama Iqbal ki shayari main say ye ek nazam hain. Umeed hai ke ye Poem Allama Iqbal Ki aap ko zaror pasan aae gi.
Important
Comment box main Apnay qeemti rae say hamay zaroor aagah krna Shukriya.
0 Comments