Suna Tha Ke Fareshtay Jan Late Hain | Sad Urdu Ghazal | Urdu Ghazal

Urdu Poetry, Urdu Ghazal ideas | Urdu Poetry, Ghazal Poem




Urdu Gazal


Urdu Ghazal | اردو غزل

Suna Tha K Fareshty Jan Lete Hain
Kheer Chhoro Ab Insan Lete Hain

Ishaq Nay Esi Shanakht Bakhshi
Door Say Log Ab Pehchan Lete Hain

Ghurbat Hai Raksan Hamari Basti Main
Baich Kar Jissam Log Saman Lete Hain

Deen To Bari Anmool Cheez Hai Khuda Ki
Log Es Ka Bhi Daan Lete Gain

Yon Aankho Nay Lakhon main Chunna Usee
Rait Say Jese Hera Chhan Lete Hain

Es Shaher Munafiq Say Tang Aa Gia Hon
Aao Gaon Main Kacha Makan Lete Hain

Bakhshish Jab Hai Tere Ekhtiyar Main Khudaya
Firr Log Kion Etnay Emtihan Lete Hain 

Urdu Sad Ghazal 

سنا  تھا کہ_فرشتے جان__لیتے ہیں 
خیر  چھوڑو__اب ! انسان__لیتے ہیں

عشق نے__ایسی شناخت__بخشی ہے 
دُور  سے__لوگ ! اب پہچان__لیتے ہیں

غربت ہے__رقصاں ہماری__بستی میں 
بیچ کر__جسم ! لوگ سامان__لیتے  ہیں 

دین تو__بڑی انمول چیز ہے__خدا  کی 
لوگ اسکا__بھی ! اب دان__لیتے  ہیں 

یوں آنکھوں__نے لاکھوں میں__چُنااُسے 
ریت سے__ہیرا ! جیسے  چھان__لیتے  ہیں 

اِس شہر__منافق سے تنگ  آگیا__ہوں میں
آو کسی__گاؤں ! میں کچا__مکان  لیتے ہیں 

بخشش__جب ہے ترے اختیار__میں خدایا
 پھر لوگ__کیوں!   اتنے امتحان__لیتے ہیں 




 

Post a Comment

1 Comments

j